दिल के सागर में लहरें उठाया ना करो, ख्वाब बनकर नींद चुराया ना करो/sad shayari and status




 Ek chhoote se sawal par


Itni khamoshi….?????


Bas itna hi toh puchha tha-


“Kabhi wafaa ki h kisi se…” ??



दिल के सागर में लहरें उठाया ना करो, ख्वाब बनकर नींद चुराया ना करो, बहुत चोट लगती है मेरे दिल को, तुम ख्वाबो में आकर युँ तडपाया ना करो.


sad shayari and status

Dil Diya Aisa Use Humne Ki

Phir Kisi Aur Ko Na De Sake

Chahat Es Kadar Ki Tootkar Mene,

Usko Chaha Ek Baar..

Phir Kisi Aur Ko Pyar Na Kar Sake


Sabhi insan hai magar farq sirf itna hai,

Koi zakhm deta hai to koi zakhm bhrta hai.


Humsafar bahut hai magar farq sirf itna hai,

Koi saath deta hai to koi chhod deta hai.


Pyar sare karte hai magar farq sirf itna hai,

Koi jaan deta hai to koi jaan leta hai…..!!

sad shayari alone



Tanhaiyon mein unhe yaad karte hain,

Woh salamat rahe yeh fariyaad karte hai.

Unhi ki shayari ka intezaar karte hain,

Unhe kya pata hum unse kitna pyaar karte hai…



Haan mera har lamha chura liya aapne,

Aap ho ki koi chand dikha diya aapne,

Hamein Zindagi di kisi or ne,

Par pyaar itna deke jeena sikha diya aapne…



तेरा नाम ही ये दिल रटता है, ना जाने तुम पे ये दिल क्यू मरता है नशा है तेरे प्यार का इतना, कि तेरी ही याद में ये दिन कटता है।

sad shayari zindagi par


खुद को औरों की तवज्जो का तमाशा न करो, आइना देख लो अहबाब से पूछा न करो,  शेर अच्छे भी कहो, सच भी कहो, कम भी कहो,  दर्द की दौलत-ए-नायाब को रुसवा न करो।😢 💔 😒


आशियाँ बस गया जिनका, उन्हें आबाद रहने दो, पड़े जो दर्द 💔भरे छाले, जिगर में यूँ ही रहने दो, कुरेदो ना मेरे दिल को, ये अर्जी है जहां वालों, छिपा है राज अब तक जो, राज को राज रहने दो। 😢 💔 😒



Mera har lamha chura liya aapne,

Aankhon ko ek chand dikha diya aapne,

Hamein zindagi di kisi aur ne,

Par pyaar itna dekar jeena sikha diya aapne…



Wajah Pochne Ki Muhlat Hi Na Di Unhone,


Lehja Badalta Gaya Or HuM Ajnabi Ho Gaye..

sad shayari whatsapp dp download


कहा था सबने, डूबेगी यह कश्ती  मगर हम जानकर बैठे उसी मेंll😢 😭


किसी के दिल में क्या छुपा है ये बस खुदा ही जानता है, दिल अगर बेनकाब होता तो सोचो कितना फसाद होता..


खूब करता है, वो मेरे ज़ख्म का इलाज कुरेद कर देख लेता है, और कहता है वक्त लगेगा..


तेरी खूबसूरती की तारीफ में क्या लिखूं, कुछ खूबसूरत शब्दों की अभी तलाश है मुझे...😢 😭


Meri kalam se lafz kho gaye shayad,

Aaj wo bhi bewafa ho gaye shayad,

Jab neend khuli to palkon me paani tha,

Mere khwab mujh pe hi ro gaye shayad

सैड शायरी डाउनलोड

Na do kisi ko apni zindagi ka itna haq ,

Ki kuchh na rahe baaki uske rooth jaane ke baad ...!!



रिहाई दे दो हमें अपनी मोहब्बत की कफस से, कि अब ये दर्द 💔हमसे और सहा नहीं जाता। 



⏰ वक़्त और ❤ प्यार दोनों ज़िन्दगी में ख़ास होते हैं

वक़्त किसी का ❌ नहीं होता और 👨‍❤‍👨 प्यार हर किसी से नहीं होता.



Wo Ek Pal Hi Kaafi Hai... Jisme Tum Shamil Ho,

Us Pal Se Jyada To Zindgi Ki Khwaish Hi Nahin Mujhe.

sad shayari and status


मैखाने मैं आऊंगा मगर पिऊंगा नहीं साकी, ये शराब मेरा गम मिटाने की औकात नही रखती...😢 😭



Taiz Barish Mein Kabhi 

Sard Hawaon Me Raha

~~

Ik Tera Zikar Tha Jo 

Meri Sadaaon Mein Raha

~~

Kitny Logon Se Mere

Gehre "Rishte" The Magr

~~

Tera Chehra Hi Faqat 

Meri Duaon Mein Raha!!


ताज़ी है अब भी उस मुलाकात की खुशबू जज़्बात में डूबे हुवे लम्हात की खुशबू जिस हाथ कों पल भर के लिए थाम लिया था मुद्दत से है हाथ में उसी हाथ की खुशबू

sad shayari dp for girls


Maine jo socha wo kabhi paya nahi,
Chahakar bhi main usko bhul paya nahi,
Chahata to tha main usko apnana,
Par maine usko kabhi ye bataya nahi…


Udaas Nagri Me Kadam Rakha To Ye Jane Maine
Gamon Ki Mahfilen Kamaal Sajti Hain


अपनो को दूर होते देखा ,
सपनो को चूर होते देखा !
अरे लोग कहते हे फ़िज़ूल कभी रोते नही ,
हमने फूलोँ को भी तन्हाइयोँ मे रोते देखा!


Yeh raat itni tanha kyun hoti hai,
kismat se apni sabko sikayat kyun hoti hai,
Ajeeb khel khelti hai yeh kismat
Jise hum pah nahi sakte
usi se mohabbat kyun hoti hai…

sad shayari husband wife hindi






Comments

Popular posts from this blog

न जाहिर हुई तुमसे और न ही बयान हुई हमसे/ sad shayari 2 lines / sad shayari status

Happy New year top 10 status and shayari Facebook and WhatsApp

Chocolate day sad shayari and Stauts , happy chocolate day shayari