हर रात गुजर रही है रूठने और मनाने में कहीं साँसें थम ना जाए मेरी… हमारे प्यार को बचाने में…….,sad shayari Stauts/best shayari Stauts WhatsApp shayari
Hum Par Jo Gujari Hai, Tum Kya Sunn Paaoge,
Naajuk Saa DIL Rakhte Ho, Rone Lag Jaaoge…
sad shayari hindi 2 line
Sirf najdikiyo se mohabbat hua nahi karti,
Fasle jo dilon me ho to fir chahat hua nhi karti
Agar naraz ho khafa ho to shikayat karo hamse
Khamosh rahne se dilo ki duriya mita nhi karti.
Best Sad Shayari For status
Chehre pe ashkon ki lakeer si bn gayi
Jo na chaha tha vo takdeer si bn gayi
Humne toh chalaayi thi ret pe ungli,
Gaur se dekha to unki tasveer bn gayi
काश तू मेरी मौत होती तो एक दिन मेरी ज़रूर होती।😢 😭
Dil me tamannaon ko dabana seekh gye,
Gum ko ankhon me chhipana seekh gye.
Mere chehre se kahin koi bat zahir na ho,
Daba k hotho ko hum muskurana sikh gye
उठाकर🌹फूल की🍁पत्ती उसने बङी नजाकत से मसल दी, . . इशारो इशारो मेँ कह दिया की हम💔दिल का👈 ये हाल करते है. 🌹🌹
sad shayari on friendship
Itna aitbaar to apni dhadkanon par bhi humne na kiya,
Jitna aapki baaton par karte hain,
Itna intezar to apni saanson ka bhi na kiya,
Jitna aapke milne ka karte hain…
top sad Shayri on Sad Stutas
हर रात गुजर रही है रूठने और मनाने में
कहीं साँसें थम ना जाए मेरी… हमारे प्यार को बचाने में……..
Pyar ka to dushman zamana hai,
har ashiq k pyar ka apna hi fasana hai,
Sabko pata hai Aansu hi milte hai pyar me,
fir Bina jane kyu har koi pyar me Deewana hai…
Koi to pooche kyo udas hoo mai,
Koi to ho jiske liye khaas hoo mai,
Ye zindagi gumo ka ek samandar hai,
Aur lagta hai us samandar ki pyas hoo mai........
sad shayari 2 lines
रह न पाओगे भुला कर देख लो, यकीं न आये तो आजमा कर देख लो, हर जगह महसूस होगी मेरी कमी, अपनी महफ़िल को कितना भी सजा कर देख लो।😢 😭
Raaste Mein Pattharo Ki Kami Nahi Hai
Mann Mein Toote Sapno Ki Kami Nahi Hai
Chaahat Hai Unko Apna Banana Ki Magar
Unke Paas Apno Ki Kami Nahi Hai..
trading Sad Status shyari
Teri Ibaadat me koi aur hai...
teri inteha koi aur hai...
Teri baat hum se hui to kya,
Teri soch
me koi aur hai...
Hame shouk tha badi der tak tere
saath shareek-e-safar rahe…
Tere sath chal k khabar hui tera
humsafar koi aur hai...
sad shayari download
Aansu na hote toh aankhen itni,
khubsoorat na hoti..
Dard na hota toh khushi ki,
keemat na hoti..
Agar mil jaata koi chaahne se,
toh upar wale ki zaroorat na hoti ...!!
Shouk se tod dil meraa....
Mujhe kyaa ?
Tum hi rahte ho isme.....
Khud hi ujad jaaoge !
gila skiwa sad shayri
Zamane bhar ki bato me hame bhula mat dena,
jab kabhi yaad aye to zara muskura dena,
agar zinda rhe to milenge dost
warna is bande ko bhool mat jana…
sad shayari on dosti

Comments
Post a Comment