तेरी आँखों में जब से मैंने अपना अक्स देखा है, best sad shayari Stauts/top Hindi status sad shayari

 



वक्त नूर को बेनूर कर देता है,

छोटे से जख्म को नासूर कर देता है,

कौन चाहता है अपने से दूर होना,

लेकिन वक्त सबको मजबूर कर देता है !

sad shayari


Kabhi ek lamha aisa bhi aata hai

Jisme beeta hua kal nazar aata hai

Bas yaaden reh jati hai yaad karna ke liye

Aur waqt sab kuch lekar guzar jata hai…



Ankhon me aa jate hai aansu,

phir bhi labo pe hasi rakhni padti hai,

Ye mohabbat bhi kya cheez hai yaaro,

jis se karte hai usise chupani padti hai…

Sad shayari in Hindi


शाख से फूल तोड़कर मैंने सीखा अच्छा होना गुनाह है इस जहाँ में😢 😭



Wo Aye The Meri Qabar Par Apne Humsafar Ke Saath 

Koun Kehta Hai Ke Marne Ke Baad Koi Yaad Nahi Karta 



Palko mein aansu

Aur dil mein dard soya hain.

Hasne walo ko kya pata

Rone wala kis kadar roya hai.

Ye to bas wohi jaan sakta hai

Meri tanhayi ka alam,

Jisne zindagi mein kisi ko

Pane se pehle khoya hai….!!

Sad shayari Hindi


सिर्फ मोहब्बत ही ऐसा खेल है.. जो सिख जाता है वही हार जाता है।😢 😭



Tere Bagair Zindagi Mein 

Kuchh Bhi Nahi Hai,


Tu Saath Nahi Toh 

Khushi Bhi Khushi Nahi Hai,


Chale Aao Aaj Toh 

Kisi Bahaane Se Eh Sanam 


Teri Yaad Mein 

Meri Dhadkane bhi Thami~Thami C Hai,

Sad shayari 2 lines Hindi

मोहब्बत का नतीजा,

दुनिया में हमने बुरा देखा,

जिन्हे दावा था वफ़ा का,

उन्हें भी हमने बेवफा देखा.



तू हजार बार रुठेगी फिर भी तुझे मना लूँगा … तुझसे प्यार किया हे कोई गुनाह नही,  जो तुझसे दूर होकर खुद को सजा दूँगा😢 😭



बीते पल वापस ला नहीं सकते, सूखे फूल वापस खिला नहीं सकते, कभी कभी लगता है आप हमें भूल गए, पर दिल कहता है कि आप हमें भुला नही सकते.

sad shayari in urdu


Sirf najdikiyo se mohabbat hua nahi karti,

Fasle jo dilon me ho to fir chahat hua nhi karti

Agar naraz ho khafa ho to shikayat karo hamse

Khamosh rahne se dilo ki duriya mita nhi karti.



मगर वो एक शख्स ही मेरी आखिरी मोहब्बत है….



चाहत तो 👨 हम भी रखते हैं,

किसी के ❤ दिल में हम भी 📳 धड़कते हैं,

न जाने वो कब 😢 मिलेंगे 👩 जिन के लिए हम रोज़ 💔 तड़पते हैं.



Pyaar Karke Jatayein Ye Jaruri To Nahi,

Yaad Karke Koi Bataye Ye Jaruri To Nahi,

Rone Wala To Dil Me Hi Ro Leta Hai,

Aankh Me Aansoon Aayein Ye Jaruri To Nahi



दर्द 💔से हाथ न मिलाते तो और क्या करते, गम के आंसू न बहते तो और क्या करते, उसने मांगी थी हमसे रौशनी की दुआ, हम खुद को न जलाते तो और क्या करते!

sad shayari urdu


Hum To Maujood The Raat Me Ujalon Ki Tarah,

Log Nikle Hi Nahi Dhoondhne Walon Ki Tarah,

Dil To Kya Hum Rooh Me Bhi Utar Jaate,

Usne Chaha Hi Nahi Chahne Walon Ki Tarah.


तेरी आँखों में जब से मैंने अपना अक्स देखा है, मेरे चेहरे को कोई आइना अच्छा नहीं लगता।



Meri Har Shayari Mere Dard Ko Karegi Banya Ai Gam,

Tumhari Aankh Na Bhar Jayen, Kahin Padhte Padhte.



Udaas Nagri Me Kadam Rakha To Ye Jane Maine

Gamon Ki Mahfilen Kamaal Sajti Hain



Kahin Kisi Roj Yun Bhi Hota,

Jo Humari Haalat Hai Wo Tumhari Hoti,

Jo Raat Humne Gujari Tadap Kar,

Wo Raat Tumne Bhi Gujari Hoti.

sad shayari in english


थोड़ी थोड़ी ही सही मगर बातें तो किया करो ,  चुप रहते हो तो भूल जाने का एहसास होता है।



#भूल चुका है #वो 👫#शक्स, #जो हर रोज ना, ,👫#भूलने की, #कसम👼🏻 खाया 👫#करता था



Muddat ka safar bhi tha,

aur barson ki chaahat bhi thi,

Rukte toh bikhar jaate,

Chalte toh dil toot jaate,

Yun samajh lo ki..

Lagi pyaas ghazab ki thi,

Aur paani mein zehar bhi tha,

Peete toh mar jaate,

Aur naa peete toh bhi mar jaate ...



Na pyaar karo kisi se, dil kho doge,

Unki ek galti pe tum ro doge,

Sukh chain udaana ho to dil laga lena,

Is gham se ubhar sako to humein bhi sikha dena…

sad shayari english

इश्क लिखना चाहा तो कलम भी टूट गयी…. ये कहकर अगर लिखने से इश्क मिलता तो आज इश्क से जुदा होकर कोई टूटता नही😢 😭



ख्वाब हमारे टूटे तो हालात कुछ ऐसी थी, आँखे पल पल रोती 😭 थीं ,किस्मत हँसती रहती थी😢 💔 😒



Gulab to toot kar bikhar jaata hai,

Par khusbu hawa me barkarar rehti hai,

Jaane wale to chod ke chale jaate hain,

Par ehsaas to dilon me barkarar rehte hain…



Rang Dikhati Hai Yeh Zindagi Kitne

Gaer Bhi Ho Jaate Hai Ikk Pal Mein Apne

Na Jana Kabhi Sapno Ki Duniyaa Mien

Toot Jata Hai Dil, Toot Te Hain Jab Sapne…



Zaroori nahi ki jeene ka koyi sahara ho,

Zaroori nhi ki jiske hum ho woh bhi humara ho,

Kuchh kashtiyan doob jaya karti hain,

Zaroori nhi ke har kashti ke naseeb me kinara ho.

sad shayari in hindi


जो जले थे हमारे लिऐ, बुझ रहे है वो सारे दिये, कुछ अंधेरों की थी साजिशें, कुछ उजालों ने धोखे दिये..😢 😭



Raah chalte kya samjhen meri majbooriyan ? :-(


Koi humsafar hota toh baant leta dooriyaan ...! :-)



हम रूठे तो किसके भरोसे, कौन आएगा हमें मनाने के लिए, हो सकता है, तरस आ भी जाए आपको.. पर दिल कहाँ से लाये.. आप से रूठ जाने के लिए!😢 😭



Tere Bagair Zindagi Mein 

Kuchh Bhi Nahi Hai,


Tu Saath Nahi Toh 

Khushi Bhi Khushi Nahi Hai,


Chale Aao Aaj Toh 

Kisi Bahaane Se Eh Sanam 


Teri Yaad Mein 

Meri Dhadkane bhi Thami~Thami C Hai,

sad shayari hindi


Meri Har Shayari Mere Dard Ko Karegi Banya Ai Gam,

Tumhari Aankh Na Bhar Jayen, Kahin Padhte Padhte.



बहुत थे मेरे भी इस दुनिया मेँ अपने फिर हुआ इश्क और हम लावारिस हो गए.!!😢 😭


Comments

Popular posts from this blog

न जाहिर हुई तुमसे और न ही बयान हुई हमसे/ sad shayari 2 lines / sad shayari status

Happy New year top 10 status and shayari Facebook and WhatsApp

Chocolate day sad shayari and Stauts , happy chocolate day shayari