ना लफ़्ज़ों का लहू निकलता है ना किताबें बोल पाती हैं, मेरे दर्द 💔के दो ही गवाह थे और दोनों ही बेजुबां निकले…/top sad shayari/Best sad shayari Stauts WhatsApp and Facebook
मेरा कत्ल करने की उसकी साजीश तो देखो...... करीब से गुज़री तो चेहरे से पर्दा हटा लिया
sad shayari for gf
kash ki mere pyar ka aanth kuch iis kadar ho
ki mere kabr par bana unka ghar ho
wo jab bhi sooe zameen par
mere seene se laga unka sar ho!!!!!
Sad Shayari for Girl
चाहत देस से आनेवाले ये तो बता के सनम कैसे हैं ..? दिलवालों की क्या हालत हैं, यार के मौसम कैसे हैं ...😢 💔 😒
Sirf najdikiyo se mohabbat hua nahi karti,
Fasle jo dilon me ho to fir chahat hua nhi karti
Agar naraz ho khafa ho to shikayat karo hamse
Khamosh rahne se dilo ki duriya mita nhi karti.
sad shayari on family relations
वो पत्थर कहाँ मिलेंगे दोस्तों जिसे लोग दिल पर रख कर एक दूसरे को भूल जाते हैं।
ना सोचा था जिनके लिए हम मर मिटे,
एक दिन वही हमसे दूर हो जाएँगे,
जीने की तमन्ना तो हम भी रखते थे,
अब तेरे बिना कैसे जी पाएगे…
ऐ ज़िँदगी, अब तू ही रुठ जा मुझसे.. ये रुठे हुए लोग, मुझसे मनाए नहीँ जाते…😢 😭
Uski nazar ko furst na mile hogi,
Warna mera marz itna lailaaj na tha,
Humne toh wahan bhi mohabbat hi ki ,
Jahan mohabbat ka riwaaj na tha…
Sad Shayari in Hindi
लाखो हसीन है इस दुनिया में तेरी तरह, क्या करे हमें तो तेरी रूह से प्यार है ।😢 💔 😒
Iss Dil Ko Kisi Ki Aahat Ki Aas Rehti Hai,
Nigaah Ko Kisi Surat Ki Talash Rehti Hai,
Tere Bina Zindagi Me Kami To Nahi,
Phir Bhi Tere Bina Zindagi Udhas Rehti Hai.
sad shayari maut ki
ये अजीब खेल चल रहा है मेरी ज़िन्दगी में जहाँ याद का लफ्ज़ आ जाए , वहां तुम याद आ जाते हो।
सुनो मुझे एक ऐसा शख्स चाहिए,जो डरता हो मुझे खोने से 😣!!
Jaadu Sa Hai Teri Har Baat Me
Yaad Aata Hai Tu Din Or Raat Me
Kal Dekha Tha Jab Tumhara Sapna
Tab Bhi Tha Mera Haath Tumhare Haath Me..
Usne Aakhri mulaqat karke meri zindagi ki raat kardi..
Abhi thik se usko jana bhi nhi tha ki usne jane ki baat krdi,
Jise naaz tha gurbat pe meri.
Usne shaan paiso ki dikha kar zahir meri aukaat kardi..
sad shayari english language
Jiske lehje me sirf hum tum hua karte the.
Aaj usne sharminda mujhe punch kar meri zaat kardi..
Jiski chahat me maine zamana chhoda.
Aaj usne mujhe chhod kar wahi siyasat mere saath kardi..
Hindi Sad Shayari
तेरे ना होने से बस इतनी सी कमी रहती है मै लाख मुस्कुराउ आखो मे नमी सी रहती है.😢 😭
Meri Chahat Ne Use Khushi De Di,
Badle Mein Usne Mujhe Khamoshi De Di,
Khuda Se Dua Maangi Marne Ki To,
Usne Bhi Tadapne Ke Liye Zindagi De Di.
sad shayari zindagi ki
Hasane ke baad kyu rulati hai duniya,
Jaane ke baad kyu bhulati hai duniya,
Zindgi me kya koi kasar baaki thi,
Jo mar jaane ke baad bhi jalati hai duniya…
आज हम उनको बेवफा बताकर आए है!
उनके खतो को पानी में बहाकर आए है .
कोई निकाल न ले उन्हें पानी से…
इस लिए पानी में भी आग लगा कर आए है !
Sad Shayari SMS
Hamein ab kho ke kehta hai
Mujhe tum yaad aate ho,
Mujhe tum yaad aate ho..!!
Kisi ka ho ke kehta hain,
Mujhe tum yaad aate ho,
Mujhe tum yaad aate ho..!!
Samandaar tha toh zor-o-shor
Se lehrein bahata tha,
Ab qatra ho ke kehta hai,
Mujhe tum yaad aate ho,
Mujhe tum yaad aate ho..!!
Bayan karte jo haal-e-dil,
Toh yunhi muskura deti,
Wohi ab ro ke kehta hai,
Mujhe tum yaad aate ho,
Mujhe tum yaad aate ho..!!
love with sad shayari
Hasane ke baad kyu rulati hai duniya,
Jaane ke baad kyu bhulati hai duniya,
Zindgi me kya koi kasar baaki thi,
Jo mar jaane ke baad bhi jalati hai duniya…
आज हम उनको बेवफा बताकर आए है!
उनके खतो को पानी में बहाकर आए है .
कोई निकाल न ले उन्हें पानी से…
इस लिए पानी में भी आग लगा कर आए है !
Sad Shayari Status
Hamein ab kho ke kehta hai
Mujhe tum yaad aate ho,
Mujhe tum yaad aate ho..!!
Kisi ka ho ke kehta hain,
Mujhe tum yaad aate ho,
Mujhe tum yaad aate ho..!!
Samandaar tha toh zor-o-shor
Se lehrein bahata tha,
Ab qatra ho ke kehta hai,
Mujhe tum yaad aate ho,
Mujhe tum yaad aate ho..!!
Bayan karte jo haal-e-dil,
Toh yunhi muskura deti,
Wohi ab ro ke kehta hai,
Mujhe tum yaad aate ho,
Mujhe tum yaad aate ho..!!
बात किस्मत की है जो जुदा हो गए हम वरना वो तो मुझे अपनी तकदीर कहा करते थे।😢 💔 😒
sad shayari video status
ना लफ़्ज़ों का लहू निकलता है ना किताबें बोल पाती हैं,
मेरे दर्द 💔के दो ही गवाह थे और दोनों ही बेजुबां निकले…😢 😭
Pyar ka to dushman zamana hai,
har ashiq k pyar ka apna hi fasana hai,
Sabko pata hai Aansu hi milte hai pyar me,
fir Bina jane kyu har koi pyar me Deewana hai…
Sad Shayari Status SMS
इश्क़ सभी को जीना सिखा देता है, वफ़ा के नाम पर मरना सीखा देता है, इश्क़ नहीं किया तो करके देखो, ज़ालिम हर दर्द सहना सीखा देता है!😢 😭
sad shayari status hindi
Aaj ek dheemi si aahat hai is dil mein..
Shayad koi adhuri si chahat hai is dil mein..
Kya karun main kahan jaaun..
Badi khalbali si hai aaj is dil mein..
Koi apna hota toh bin kahe he samjh leta,
Ab kis ko btaun ke kya hain is dil mein..??
Bhule bethe hai wo log bhi jine apna samjhta hoon
Kbhi mile to dil cheer ke dikhau ke kya hai is dil me?
Mere Wajod Me Kash Tu utar Jaye
Mai Dekhu Aaina Or Tu Nazar Aye
Tu Ho Samne Aur Waqt Thehar Jaye
Ye Zindagi Tujhe Yuhi Dekhte Hue Guzar Jaye..
sad shayari whatsapp dp

Comments
Post a Comment