बरबाद कर देती है मोहब्बत, हर मोहब्बत करने वाले को, क्योंकि इश्क़ हार नही मानता,sad WhatsApp shayari Stauts


 Chehre pe ashkon ki lakeer si bn gayi

Jo na chaha tha vo takdeer si bn gayi

Humne toh chalaayi thi ret pe ungli,

Gaur se dekha to unki tasveer bn gayi



karni thi bahut si baatein,

lekin shayad waqt ko nahi tha manjur,

muje to kardiya tumse judaa usne,

lekin nahi kar payega teri yadoon ko mujse duur…

sad shayari status

Sunana chahte hai ek Baar Awaaz Apki,

Magar Baat Karne ka Bahana Nahi Aata…



आप से दूर हो कर हम जायेंगे कहा, आप जैसा दोस्त हम पाएंगे कहा, दिल को कैसे भी संभाल लेंगे, पर आँखों के आंसू हम छुपायेंगे कहा.



Aaj ek dheemi si aahat hai is dil mein..

Shayad koi adhuri si chahat hai is dil mein..


Kya karun main kahan jaaun..

Badi khalbali si hai aaj is dil mein..


Koi apna hota toh bin kahe he samjh leta,

Ab kis ko btaun ke kya hain is dil mein..??

sad shayari nepali

Bhule bethe hai wo log bhi jine apna samjhta hoon

Kbhi mile to dil cheer ke dikhau ke kya hai is dil me?



Aapki yaadon ke sahare jee lete hain,

Aapse milne ki khwaish liye jee lete hain,

Jeene ko to jee sakte hain tere bagair hum,

Mile agar aap to mar bhi sakte hain…


Apni to mohabbat ki itni kahani hai,

Tooti hui kashti or thera hua pani hai,

Ek phool kitabon may dam tor chuka hai,

Magar kuch yaad nahi aata yeh kis ki nishani hai…

very sad shayari urdu


Koi Achhi Si Saza Do Muje,

Chalo Aisa Karo Rula Do Mujhe,

Dil Dukhaya Ho To Maut Aa Jaye Mujhe,

Dil Ki Gehrai Se Ye Dua Do Mujhe…



बिन बात के ही रूठने की आदत है, किसी अपने का साथ पाने की चाहत है, आप खुश रहें, मेरा क्या है.. मैं तो आइना हूँ, मुझे तो टूटने की आदत है।😢 😭



Jo Wada Kiya Hai Wo Nibhana Hoga,

Ek Din Laut Kar Tumhe Aana Hoga,

Dil Todkar Muskura Rahe Ho Aaj,

Dekhna Ek Din Tumhe Bhi Pachtana Hoga…


तुझे चिठ्ठीयां नहीं करवटो की नकल भेजेंगे, अब चादर के नीचे कार्बन लगाने लगे हैँ हम, एक ख्वाहिश है मेरी, पूरी हो इबादत के बगैर, वो आकर लिपटे मुझसे, मेरी इजाजत के बगैर.😢 😭

sad shayari hindi image

Dil me tamannaon ko dabana seekh gye,

Gum ko ankhon me chhipana seekh gye.

Mere chehre se kahin koi bat zahir na ho,

Daba k hotho ko hum muskurana sikh gye



सीख रहा हूँ मै भी अब मीठा झूठ बोलने का हुनर, कड़वे सच ने हमसे, ना जाने, कितने अज़ीज़ छीन लिए।😢 💔 😒


बरबाद कर देती है मोहब्बत, हर मोहब्बत करने वाले को, क्योंकि इश्क़ हार नही मानता, और दिल बात नही मानता।😢 😭



Mohhobat ki intaha mujhse naa puchiye,

Maine toh bus mohhobat ki hain…!!!

Puchhna hi hain to yeh puchiye ki

Mohhobat me fana apni zindagi mene kis tarah ki.?

sad shayari with images in hindi


Jis ko tum chaaho wo mohabbat,

Aur jo tumhein chaahe us ka kya?


Jis ke liye tum roye wo mohabbat,

Jo tumare liye roya uska kya?


Jis ke liye tum tarpe wo mohabbat,

Jo tumhare liye tarpa uska kya?


Jis ko tumne chaaha wo tumko mile,

Aur jis ko tum na mile uska kya?



न दो इल्जाम हमें की क्यों इतना घुरते है हम तुमे! जाकर उससे पूछो क्यों इनता हशीन बनाया तुमे !!



Kabhi tum mujhe kareeb se aa k dekhna

Aise nahi jara aur paas aa ke dekhna,

sad shayari for boys

Main tum se kitna pyar karta hoon,

Mujhe kbhi seene se laga kar dekhna,


Main tumhe ashko ki kataar me najar aaunga

Meri yaad me kabhi aansu baha ke dekhna,


Meri ghazal pad kar bhi tum par asar na ho

Toh logo ko meri ghazal suna ke dekhna..!!



याद तेरी आती है क्यो.यू तड़पाती है क्यो?

दूर हे जब जाना था.. फिर रूलाती है क्यो?

दर्द हुआ है ऐसे, जले पे नमक जैसे.

खुद को भी जानता नही, तुझे भूलाऊ कैसे?


sad shayari for friend

Sukhe hue phool jab kitabo mai mil jaayenge,

Bhool se phir hum tumhe yaad aayenge.

Ehsaas hoga hamari chahat ka,

Jab doour bahut hum tumse chale jaayenge..



वक्त नूर को बेनूर कर देता है,

छोटे से जख्म को नासूर कर देता है,

कौन चाहता है अपने से दूर होना,

लेकिन वक्त सबको मजबूर कर देता है !



Kabhi ek lamha aisa bhi aata hai

Jisme beeta hua kal nazar aata hai

Bas yaaden reh jati hai yaad karna ke liye

Aur waqt sab kuch lekar guzar jata hai…


sad shayari for friends


Ankhon me aa jate hai aansu,

phir bhi labo pe hasi rakhni padti hai,

Ye mohabbat bhi kya cheez hai yaaro,

jis se karte hai usise chupani padti hai…



शाख से फूल तोड़कर मैंने सीखा अच्छा होना गुनाह है इस जहाँ में😢 😭



Wo Aye The Meri Qabar Par Apne Humsafar Ke Saath 

Koun Kehta Hai Ke Marne Ke Baad Koi Yaad Nahi Karta 



Palko mein aansu

Aur dil mein dard soya hain.

Hasne walo ko kya pata

Rone wala kis kadar roya hai.

Ye to bas wohi jaan sakta hai

Meri tanhayi ka alam,

Jisne zindagi mein kisi ko

Pane se pehle khoya hai….!!


सिर्फ मोहब्बत ही ऐसा खेल है.. जो सिख जाता है वही हार जाता है।😢 😭

sad shayari in hindi for girlfriend


Tere Bagair Zindagi Mein 

Kuchh Bhi Nahi Hai,


Tu Saath Nahi Toh 

Khushi Bhi Khushi Nahi Hai,


Chale Aao Aaj Toh 

Kisi Bahaane Se Eh Sanam 


Teri Yaad Mein 

Meri Dhadkane bhi Thami~Thami C Hai,

Comments

Popular posts from this blog

न जाहिर हुई तुमसे और न ही बयान हुई हमसे/ sad shayari 2 lines / sad shayari status

Happy New year top 10 status and shayari Facebook and WhatsApp

Chocolate day sad shayari and Stauts , happy chocolate day shayari