काश तू मेरी मौत होती तो एक दिन मेरी ज़रूर होती/sad shayari/best sad shayari Stauts WhatsApp and Facebook




Bade Sukoon Se Rehta Hai Aajkal Wo Mere Bina
Jaise Kisi Uljhan Se Chutkaara Mil Gaya Ho Use..!

Emotional Shayari

मैं ख़ामोशी तेरे मन की, तू अनकहा अलफ़ाज़ मेरा… 
मैं एक उलझा लम्हा, तू रूठा हालात मेरा …

काश तू मेरी मौत होती तो एक दिन मेरी ज़रूर होती।😢 😭

Ujadi huyi duniya ko tu aabaad na kar,
Beete huye lamho ko tu yaad naa kar,
Ek qaid parinde ne yeh kaha humse,
Main bhul chuka hu udna muje azaad na kr.

tu kahan hai ke teri yaad ke haatho ab to 
mohsin
hai mere saath pareshan meri tanhaai bhi.

सैड शायरी

ज़िस्म से मेरे तड़पता दिल कोई तो खींच लो​, मैं बगैर इसके भी जी लूँगा मुझे अब ​ये यकीन ​है।😢 😭


Log Pyar Dil Se Nahi Chehare Se Karte hai,
Wo Dil Pe Nahi Sundarta Par Marte hai,
Hum Sundar Nahi Par Dil Ke Saaf hai,
Isliye Bahut Kam Log Hume Pasand Karte hai …

Emotional Sad Shayari

तुम रख ना सकोगे मेरा तौफ़ा संभालकर;
 वरना मैं अभी दे दूं जिस्म से रूह निकाल कर।😢 💔 😒

sad shayari gf

Is aas me chala jaunga main ye jahan chor kar
Ke shayad mera marna hi kuchh kaam aayega
Shayad chali aaye tu us pal mere paas daudkar
Jis pal tere paas meri maut ka paigam aayega..!


Sukhe hue phool jab kitabo mai mil jaayenge,
Bhool se phir hum tumhe yaad aayenge.
Ehsaas hoga hamari chahat ka,
Jab doour bahut hum tumse chale jaayenge..

Sad Shayari in 2021

तेरे बिना टूट कर बिखर जायेंगे, 
तुम मिल गए तो गुलशन की तरह खिल जायेंगे,
 तुम ना मिले तो जीते जी ही मर जायेंगे, 
 तुम्हें जो पा लिया तो मर कर भी जी जायेंगे।😢 😭

sad shayari on rishta

Dard aapke intezar ka hum chup chap sehte hain
Kyunki aap har pal hamare dil mein rehte hain
Na jane hume nind aayegi bhi ke nahi lakin
Aap thik se so sako isliye aapko Good Night kehte hain…


अजीब कशमकश है जान किसे दें।
 वो भी आ बैठे और मौत भी।😢 😭

Very Heart Touching Sad Love Shayari Sms Messages Quotes in hindi, Best Dard Bhari Shayari on Pyar Mohabbat, Painful Heart Broken Lines with Images

so sad shayari

Kab Huyi pyar ki Barsat Mujhe Yaad Nahi
Khof mein doobi mulaqat Mujhe Yaad Nahi
Mai to Madhosh tha kuch itna Uski Chahat Mein
Us Ne Kab Chorr Diya Sath Mujhe Yaad Nahi.!

Alone Sad Shayari

Is kadar meri dosti ka imtehaan toh mat lijiye,
Khafaa ho kyu ye toh bataa dijiye,
Maaf kar do gar ho gayi ho humse koi bhool,
Par aise yaad na karke hume saza to mat dijiye


दर्द 💔तो बहुत है दिल में पर दिखा नही सकते, 
 करते है मोहब्बत तुमसे पर बता नही सकते।😢 😭

sad shayari urdu in hindi


Kitabon Ke Panne Palat Ke Sochte Hai
Yu Palat Jaye Zindagi To Kya Baat Hai
Kuch Log Matlab Ke Liye Dhundte Hai Mujhe
Bin Matlab Koi Aye To Kya Baat Hai
Katal Kar Ke To Sab Le Jayenge Dil Mera
Koi Baaton Se Le Jaye To Kya Baat Hai
Zinda Rehne Tak To Khushi Denge Sabko
Kisiko Hamari Maut Pe Khushi Mil Jaye To Kya Baat Hai…

Kaash koyi hum par bhi itna pyaar jatati,
Piche se aakar wo hamari ankho ko chupati,
Hum puchhte ki kaun ho tum…??
Aur wo has kar khudko hamari jaan batati.

Dukh Bhari Sad Shayari

Kabhi tum mujhe kareeb se aa k dekhna
Aise nahi jara aur paas aa ke dekhna,
Main tum se kitna pyar karta hoon,
Mujhe kbhi seene se laga kar dekhna,
Main tumhe ashko ki kataar me najar aaunga
Meri yaad me kabhi aansu baha ke dekhna,
Meri ghazal pad kar bhi tum par asar na ho
Toh logo ko meri ghazal suna ke dekhna..!!

sad shayari urdu in hindi

Tuta hua phool khusbu de jata hai,
Bita hua pal yaaden de jata hai,
Har shakhs ka apna andaz hota hai,
Koi zindgi me Pyar,
To, Koi Pyar Me zindgi de jata hai…


Raah chalte kya samjhen meri majbooriyan ? :-(
Koi humsafar hota toh baant leta dooriyaan ...! :-)

Sad Shayari in Urdu

Kabhi Usko Bhi Meri Yaad Sataati Hogi.
Apni Aankhon Mei Mere Khawab Woh Bhi Sajaati Hogi.
Woh Jo Har Waqt Khayaalon Mei Basi Rehti Hai.
Kabhi To Woh Meri Bhi Yadon Mei Kho Jaati Hogi…

so sad shayari dp download


Abhi Rah Me Kai Mord hain
Koi Aayega Koi Jayega,
Tumhe Jisne Dil Se Bhula Diya
Use Bhoolne Ki Duaa Karo...


तेरे गुरूर 😒 को देखकर तेरी तमन्ना ही छोड़ 💔 दी हमने, जरा हम भी तो देखे 👀 कौन चाहता है तुम्हे हमारी 👫 तरह…!! 😏


ना मेरा दिल बुरा था ना उसमें कोई बुराई थी , सब नसीब का खेल है , बस किस्मत में जुदाई थी।😢 😭

Sad Love Shayari

Bas Ek Khata Humse Ho
Gayi..
Hadd Se Zyada Mohabbat
Unse Ho Gayi..
Hum Nazar Na Utha Sake
Kisi Or Ki Taraf..
Aur Wo Kehte Hai Ki Hamari
Chahat Bewafa Ho Gayi..!!

sad shayari love story


Na pyaar karo kisi se, dil kho doge,
Unki ek galti pe tum ro doge,
Sukh chain udaana ho to dil laga lena,
Is gham se ubhar sako to humein bhi sikha dena…
Kase byan karu ke alfaj nhi h
Dard ka mere tujhe ehsas nhi h
Tu puchta h ke kya dard h mujhe?
Dard to j he ke tu mere pass nhi h...


Kabhi ek lamha aisa bhi aata hai
Jisme beeta hua kal nazar aata hai
Bas yaaden reh jati hai yaad karna ke liye
Aur waqt sab kuch lekar guzar jata hai…

Mil ke juda ab hone se..
dil kyun darta hai khone se..
main tere saath mein..
ab rahoonga sada..
aakhri saans tak hum na honge juda..
Yaar badal na jaana..Mausam ki tarha…

sad shayari 123

Very Sad Emotional  Sad Shayari 
Pyar kisi se jo karoge ruswai hi milegi,
Wafa kar lo chahe jitni, bewafaai hi milegi..
Jitna bhi kisi ko apna bana lo,
Jab aankh khulegi tanhaai hi milegi…!

Comments

Popular posts from this blog

न जाहिर हुई तुमसे और न ही बयान हुई हमसे/ sad shayari 2 lines / sad shayari status

Happy New year top 10 status and shayari Facebook and WhatsApp

Chocolate day sad shayari and Stauts , happy chocolate day shayari